Mausam jab bhi ho jata hai lajwab,
mehfil yaaron ki saj jaati hai janab,
mahaul banati hai us par shayri aur sharab,
fir khul jaate hai kuch purane hisab kitaab,
yaad aate hain sab ko "ishk ", fir apne dilbar behisab.
(10-11-2012)

No comments:
Post a Comment