Suarahi teri, mehfil teri, jaam tera,
mujhe madhosh karne ka sab intezam tera,
main kehna to chahta tha bohat kuch,
zuban se nikal raha hai sirf naam tera,
Ik to diwana, aur wo bhi sharabi,
saqi manzoor hume har ilzaam tera,
mehkhana to yun hi badnaam hai "ishk ",
tabah karna to asal me hai kaam tera.
(10-11-2012)
mujhe madhosh karne ka sab intezam tera,
main kehna to chahta tha bohat kuch,
zuban se nikal raha hai sirf naam tera,
Ik to diwana, aur wo bhi sharabi,
saqi manzoor hume har ilzaam tera,
mehkhana to yun hi badnaam hai "ishk ",
tabah karna to asal me hai kaam tera.
(10-11-2012)
No comments:
Post a Comment