Jis din Tumahri aankhon ke ye jaam bhi,
mere naino ke pyalo ki tarah bhar jayenge,
aa jana us sham-e-tanhayi me paas mere,
baith kar "Ishk" dono jaam takrayenge...
(04-02-2012)
mere naino ke pyalo ki tarah bhar jayenge,
aa jana us sham-e-tanhayi me paas mere,
baith kar "Ishk" dono jaam takrayenge...
(04-02-2012)
kabhi kabhi aisa kyun hota hai?
ReplyDeletedil tumhein yaad karke kyun rota hai?
nigahein churate hain hum tumse magar,
khwabon mein tumahara deedar kyun hota hai?
jis dil par ikhtiyar rakhte hain aur naaz karte hain,
vo kambakht apna na ho kar ishk ka kyun hota hai ?