Maana ki tu har waqt mere paas nahi,
maana ke tu yahaan mere saath nahi,
par ik ehsas sa dil se ye kehta hai,
ki "ishk" tanhayi me bhi koi saath tere rehta hai.
(22-02-2011)
maana ke tu yahaan mere saath nahi,
par ik ehsas sa dil se ye kehta hai,
ki "ishk" tanhayi me bhi koi saath tere rehta hai.
(22-02-2011)
kuch tumhare khayaal se hamara khayaal bhi yun mil gaya, haathon mein kalam aayi to ye bebas yun nikal gaya :
ReplyDeletejab bhi chalte hain lagta hai koyi saath chalta hai,
tanhaayion mein bhi koyi hamse baat karta hai,
ye mahaz ik kalpana hai hamaari ya maan lein dil ki,
jo har pal ishk main doobe rehne ka dum bharta hai!