About Me

- Ishk
- I write my feelings without any rules of poetry, so they may not b perfect as a poem. But best at the way i can express. My nickname at home is "Love", so i use "ishk" in my poetry & i use "k" in "ishk" not "q" like "ishq", to clarify my name. i know there may b so many spelling mistakes in the poems, so kindly adjust! Thanks for spending your time in reading this. as only words are all i have..as i always say "Sade Kehda Kujh Fakkran De Palle Rehna,Ik Din "Ishk" Asan Vi Lakkran De Thalle Paina."
Friday, March 25, 2011
Koi kabhi milne to aaye humein...
Kahin koi wapis na jata ho intezar kar ke mera,
ye soch main apne dar ki taraf daud ke gya,
dhool bhi na chanti thi chaukhat se meri "ishk",
Kambakhat koi paanv ke nishan bhi na chorh ke gya.
(25-03-2011)
ye soch main apne dar ki taraf daud ke gya,
dhool bhi na chanti thi chaukhat se meri "ishk",
Kambakhat koi paanv ke nishan bhi na chorh ke gya.
(25-03-2011)
Tuesday, March 15, 2011
kaisa nikla wo mehmaan mera...
Humsafar ban ne ka daava karne wale,
beech safar me chorh kar chale gye,
kaise ehsaan faramosh nikle wo mehmaan,
bin shukr ada kiye daud kar chale gye,
jis dil me ghar kar ke rahe wo barson,
wo ghar bhi "ishk" tod kar chale gye.
( 15-03-2011)
beech safar me chorh kar chale gye,
kaise ehsaan faramosh nikle wo mehmaan,
bin shukr ada kiye daud kar chale gye,
jis dil me ghar kar ke rahe wo barson,
wo ghar bhi "ishk" tod kar chale gye.
( 15-03-2011)
Monday, March 14, 2011
Tanhayi me khud se bhi begane hue...
Asar-e-Tanhayi jo hai humpe,
ab kya batayein ye tumko,
aaina dekh kar chehak jate hain "ishk",
koi to aaya dekhne humko.
(14-03-2011)
ab kya batayein ye tumko,
aaina dekh kar chehak jate hain "ishk",
koi to aaya dekhne humko.
(14-03-2011)
Wednesday, March 9, 2011
Friday, March 4, 2011
Wednesday, March 2, 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)